Wednesday, February 5, 2014

Question ? Hindi Urdu



Question ?


  1. Which prophetis called Hazrat musa alehissalam’s minister ? kis nabi ko Musa alh. Ka mantri pukara jata ha.?
  2. Who is the first Arabic lady. Who is covered gilaf on khana e kaba?
  3. In which year and city the first Urdu news paper is start ? pehla urdu akhbar kis shar and sun me shuru hua?
  4. In which nabowat year. Hazrat Hamza Raz. Accept Islam ? Hazrat Hamza raj. Kab imaan laye?\
  5. Who was the second IPS muslim lady ? pahli IPS muslim mahila khaton kon ha?
  6. Where is the worlds biggest ladies university? Duniya ki sabse badi aurton ki university ki mulk me ha?
  7. What is the first Urdu university and In which year that is established?  Urdu ki pahli university ka name and shuruaat ka sun kya ha?
  8. Name that person who’s Humayu given kingdom for one day? Us skhas ka nam kya hai jise Humayu ne ek din ki Saltnat di thi?
  9. Who is Invested the old computer and in which year old computer was invented ? qdee computer ki ijad kisne kis sun me ki?
  10. In which city And year television is started in India? Kis city and year me T.V. ki shuruaat india me hui?
  11.   What is the name of kabirdas’s son’s and daughter’s? sant kabirdas k bete aur beti ka nam kya tha?
  12. Any person in question ka jawab de sakte ha aap hume comments k zariye apne answer de.

Thursday, January 30, 2014

Question and Answer

  • Question. 1: - What is the full form of GK ? (GK ka matlab kya ha ?)
  • Answer 1: - General Knowledge is full form of gk (GK ka mtlab hot ha General Knowledge.)
  • Question 2 : - what is birth day of maulana muhammad ali johar ? (maulana mohammad ali johar sahab ki paidaish ki date kya ha?) 
  • Answer 2 : - Maulana Mohammad Ali johar was born 10, December 1878 (according Google search result) 10-12-1878 ko Maulana Muhammad Ali Joahar ki paidaish hui.
  • Question 3 :- what is dathe of date Maulana Muhammad ali johar ? (maulana Muhammad Ali Johar ka Intiqal kab huawa?)
  • Answer 3 : - Molana mohammad ali died  4, January 1931 (Mohammad ali ka intiqal 04-01-1931 ko huwa. (according Wikipedia site)
  • Question 4: - sir Syed Ahmed khan date of birth and death ? (apki pidahish aur intiqal ki date kya ha?)
  • Answer 4:- Sir Syed Ahmed Khan date of birth " 17 October 1817 and death date " 27 March 1898 " (sir syed Ahmed khan sahab ki paidaish 17 Oct. 1817 ko hui and maut 27 Macrh 1898 ko hui.) Wikipedia site ke according.
"Note :- please check by your self give information. (di gai jankari ko aap apne khud se zaroor janch le galit ke imkan ho sakte ha.)"

Monday, October 28, 2013

quran aur hadis dono ko thamna zarori

sahih aur hidyat ke raste par chalne ke liye Quraan aur hadith dono ko samajhna padhana aur amal karna zaruri he.
quraan me jinn bato ka hukam allah ne diya he unhi baato ki tashrih hadees me byan ki gai he.
islam ki buniyad in dono par he.
ye wo cheez he jiski misal kasoti jaise he kasoti us cheez ko kehte he jis par sunhar sone ko ghees kar check kar ke batata he ke ye sona asli he khar he ya nakli he khota he.

Thursday, September 26, 2013

bukhari sharif kiya he ?

bhukhari sharif ek hadis ki ktab he jis ki kai jild part he.
Hadis kiya he?
hadis us baat ko kehte he jo paighamber e islam hazrat muhmmad sallahualyh wasllam ne kahi he yani aap muhmmad sa. ki farman aur bato ko hadis kehte he.
Hadis yani muhmmad s.a.w. ki bate jin kitabo me buzurgo ne jama ki he un kitabo ko hadis ki ktab kehte he.
Bukhari sharif in hi kitabo me se ek kitab he.
Bukhari sharif ko bhukari sahrif isliye kehte hain kunke imam bukhari ne in hadis ko logo se maloom kar kar ke muhammad s.a.w. ki bato ko yani hdis ko ek kitab me jama kardiya jise bukhari sharif ka nam diya gaya.
Hdis ki kai aur kitabe bhi he jaise sahih muslim, tirmizi mishkawt, ibnemaja, etc.

Wednesday, May 1, 2013

sahi bukhari hindi me

Q.    kya sahih bukhari ka tarjuma hindi me mil jaye ga?
Ans. Ji han blikul sahih bukhari ka tarjuma ab hindi me bhi mojud hai.